Posted by Deepak in
Just For Fun on 06 6th, 2008 |
1 Comment
Shayari – On Request!
1.
Kitni jaldi zindagi guzar jaati hai…
Pyaas buztee nahin barsaat chali jaati hai…
Aap ki yaadein kuchh iss tarah aati hai…
Neend aati nahin aur raat guzar jaati hai..!!!
2.
Kya bicharh jana os k liye koi mani nahi rakhta.
Jafaon ka hisab Nedo zubani nahi rakhta,
Rota nahi ya osay rona nahi ata,
Sangdil...